Nand Gher Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Laal Ki – Bhajan Lyrics

Nand Gher Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Laal Ki - Bhajan Lyrics

“Nand Gher Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Laal Ki” is a famous and beloved bhajan primarily associated with the celebration of Janmashtami, the festival that marks the birth of Lord Krishna. It is especially popular in North India—including Vrindavan, Mathura—along with Gujarat and Rajasthan, regions deeply linked to Krishna’s life and devotion.

Aside from Janmashtami, this bhajan is also sung during Krishna-related festivals such as Gokulashtami and Krishna Jayanti, daily temple rituals dedicated to Krishna, and during special pujas or celebrations in households, particularly on occasions honoring Krishna’s childhood and divine pastimes (Leelas).

Nand Gher Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Laal Ki Bhajan Lyrics

Hai anand umang bhayo, Jay ho nand laal ki
Nand gher anand bhayo, Jay knhaiya laal ki

Braj mein anand bhayo, Jay yashoda laal ki
Haathi ghoda paal ki, Jay knhaiya laal ki

Jay ho nand laal ki, Jay yashoda laal ki
Gokul mein anand bhayo, Jay knhaiya laal ki

Anand umang bhayo, Jay ho nand laal ki

Koti brahmand ke, adhipati laal ki

Gaauva charan aaye, Jay ho pashupal ki

Poonam ke chand jaise, shobha hai baal ki

Bhakto ke anandakand, Jay yashoda laal ki

Jay yashoda laal ki, Jay ho gopal ki
Gokul mein anand bhayo, Jay knhaiya laal ki

Jay yashoda laal ki, Jay ho gopal ki
Gokul mein anand bhayo, Jay knhaiya laal ki

Koti brahmand ke, adhipati laal ki
Nand gher anand bhayo, Jay knhaiya laal ki

Gaauva charan aaye, Jay ho pashupal ki
Nand gher anand bhayo, Jay knhaiya laal ki

Anand se bolo sab, Jay ho braj laal ki
Anand se bolo… ho.. ho… ho…

Anand se bolo sab, Jay ho braj laal ki
Haathi ghoda paal ki, Jay knhaiya laal ki

Jay ho braj laal ki, pavan pratipal ki